#peechish
Peechish Se Nijat K Liye
October 3, 2026 at 3:00 AM
Peechish mein dast ke saath balgham aur khoon aa sakta hai,
Anaar ke chilke ka kahwa, ajwain aur shahad mila kar lein, din mein 2 baar.
Dahi chawal khayein, pani zyada piyein aur mirch masala bilkul band karein, jaldi shifa milegi.

#hakimajmalroy #peechish #herbalilaj #ajwain #naturalremedy
October 3, 2026 at 3:00 AM